Humara kaam

Jo kaam pehle poora din leta tha.

Har project kisi ka roz ka kaam tha. Har ek mein dikhta hai kya andar gaya, system ne kya kiya, aur kya bahar aaya.

Ab aap batao

Aapke yahan kaunsa kaam abhi bhi haath se hota hai?

Excel sheet ho, WhatsApp group ho, ya bills ka dher. Jo hai bhej do, hum bata denge kya automatic ho sakta hai.