
Co-founder
Akash Agrawal
Aapka business aur roz ka kaam samajhta hai.
Humare baare mein
Hum Akash Agrawal aur Amrit Dash hain, Baniyaman ke co-founders. Business ka jo kaam roz haath se hota hai, usko hum automatic karte hain.

Co-founder
Aapka business aur roz ka kaam samajhta hai.

Naam "Baniyaman" kyun
Baniya matlab vyapari. Achha vyapari har rupaya aur har minute ginta hai. Hum bhi.
Do co-founders aur AI agents ki team. Kaam agents ke saath karte hain, par har cheez hum khud check karte hain.
Humara tareeka
Pehli meeting mein hi demo dikh jaata hai. Hafte bhar mein aapke data pe chalu.
Kya ban raha hai, kya badla, sab aapko dikhta hai. Kuch chhupa nahi.
Andaze se kuch nahi. Har number uske source se match karte hain.