Make your business superhuman.

Daily ka kaam. Automatic.

Aap bas kaam batao, baaki sab automatic ho jayega. Tally, Excel jo chal raha hai, wahi chalega.

Akash Agrawal
Akash Agrawal. Baniyaman.

Aapke business ka daily kaam

Kya kya automatic ho sakta hai?

BillTally · Purchase voucherPartyBill no.AmountGSTParty A#1042₹ ••,•••₹ •,•••SAVED

Bill ki photo WhatsApp karo, entry apne aap ho jayegi.

Dekho kaise hota hai

Roz ka scene yahi hai na?

Yeh jhanjhat hum khatam karte hain.

  • Abhi

    Har party ko phone karke paisa maangna

    Reminder khud chala jaata hai

  • Abhi

    Ek hi bill Tally aur Excel mein do baar chadhana

    Ek baar daalo, dono jagah ho gaya

  • Abhi

    Ramesh chhutti pe gaya, sab ruk gaya

    Ab kaam kisi ek pe nahi atakta

  • Abhi

    Godown mein kitna maal hai? Phone lagao

    Phone pe hi dikh jaata hai

  • Abhi

    Mahine ka hisaab banane mein teen din

    Hisaab roz ready milta hai

Hum kaam kaise karte hain

Bas teen step.

  1. 01

    Samjhenge

    Aapke staff ke saath baithte hain. Jo kaam kahin likha nahi, woh bhi samajh lete hain.

  2. 02

    Banayenge

    Aapke Tally, Excel, WhatsApp pe hi banate hain. Pehli meeting mein demo dikha dete hain.

  3. 03

    Chalayenge

    Hafte bhar mein aapke asli bills pe chalu. Kuch badalna ho toh bas WhatsApp kar do.

Kaun hain hum

Baat humse. Kaam bhi humse.

Humare baare mein
  • Akash Agrawal

    Akash Agrawal

    Co-founder

    Aapka business aur roz ka kaam samajhta hai.

  • Amrit Dash

    Amrit Dash

    Co-founder

    System banata hai, aur chalu rakhta hai.

Ab aap batao

Aapke yahan kaunsa kaam abhi bhi haath se hota hai?

Excel sheet ho, WhatsApp group ho, ya bills ka dher. Jo hai bhej do, hum bata denge kya automatic ho sakta hai.